chitrio

Wedding planners aur photographers ke liye

"Season me kaam itna hai ki apni marketing hi reh jaati hai."

Apne kaam ki reels aur enquiry follow-up, season me bhi.

Apni wedding films aur photos se showcase reels banayein. Video invites jaldi aa rahe hain.

Hum ye 3 problems solve karte hain

"Portfolio hai, par reels banane ka time nahi"

Lambi wedding film se best moments ki vertical reels captions ke saath, aur photos se showcase reel.

Har event ke baad naya reel.

"Quote bhejne ke baad couple jawab nahi dete"

Har enquiry ka WhatsApp pe automatic follow-up, sab leads ek list me.

Booking haath se nahi jaati.

Early access, request par

Chitrio se bani asli video dekhein

Kaise kaam karta hai

  1. Film ya photos daalo

  2. Video ya follow-up ready

  3. Share ya post karo

Hindi, English aur kai Indian bhashayeinMade in IndiaWhatsApp pe madad

Aaj hi free me shuru karein

Pehle try karein, pasand aaye tabhi plan lein.

Free me try karein

Sab businesschitrio.com